Main lab kusha nahi hoon aur mehre ilteja hu

Main lab kusha nahi hoon aur mehwe ilteja hu
main mehfil e haram ke aadaab jaanta hu

Koi to aankh waala guzrega is taraf se
Taibah ke raaste me main muntazir khada hu


Ye roshni si kya hai, khushboo kahan se aayi
shayad main chalte chalte ROUZE tak aa gaya hu

Taibah ke sab bhikari pehchante hai mujhko
mujhko khabar nahi thi main is kadar bada hu


Doori o haazri mein ek baat mushtarak hai
kuch khwaab dekhta tha kuch khwaab dekhta hu

Iqbaal mujhko ab bhi mehsus ho raha hai
ke ROUZE ke saamne hu aur naat padh raha hu

15 comments:

Anonymous said...

SUBHAN ALLAH

Unknown said...

Nees the full lyrics please

Anonymous said...

Beautiful

Unknown said...

SUBHAN ALLAH

Anonymous said...

Mashallah

Zulfiqar Kazmi said...

MAASHA'ALLAH

Unknown said...

Subhan Allah beautiful kalam

Unknown said...

SubhanAllah. Listen this beautiful naat in the voice of Siddique ismail on the link below http://www.naataudio.com/mp3/main-lab-kusha-nahi-hoon-1295

Unknown said...

SubhanAllah. Listen beautiful naat main lab Kusha nahi hoonin the voice of Owais Raza Qadri

Anonymous said...

Subhanallah

Unknown said...

Masha Allah bohot khubsurat

Unknown said...

Alhamdulilah MashaAllah very good kalam

Anonymous said...

Ala'a hazrat ajimul barkat mujaddide dino millat As'shah Imam Ahmed raza Khan rahmato ridwan ka likha hua kalam

Subhan Allah said...

Subhan Allah

Unknown said...

Mashallah

Facebook Blogger Plugin: Bloggerized by AllBlogTools.com Enhanced by MyBloggerTricks.com

Post a Comment